sub say pehlay start menu per click then run per click karain aur ye type karain C:\WINDOWS\system32\drivers\etc ab new khulnay  waali window main host naam kee file talaash karain ab host file per right click karain aur phir oipen with notepad per click karain iss file k sub say aakhar main kuch iss tarha likha hoga 127.0.0.1 local host ab aap ko karna ye hai k 127.0.0.1 local host k neeechay uss website ka name dey jo aap block karna chahtay hai aur website add karnay k baad iss file ko save kardey
For Example:127.0.0.2 www.yahoo.com aur haan yaad rahay k jaisay jaisay aap website add kartay jaengay 127.0.0.1 k aakhri hindsay ko barhaatay jaengay aur jub b koi aap kiadd kee hui site ko open karega tu aap ka broeser ye msg dega www.blockedsite.com is now unaccessable
                                                  <<<<<<<<<The End>>>>>>>>>>>>>

Post a Comment

 
Top