Sub say pehlay aap wapka.mobi  website ko open karain waha per new account bnayain jub account bun jaae tu tu login hojae aur create new site per click karay waha per apni site ka name de aur manage per click krain ab aap k paas 2 modes hogae aap ne admin mode per click karna hai phir blank page open hoga neechay likha hoga edit site waha click krain phir wml/xhtml per click krain aur yaha say txt file download krain  click here  ab iss code ko copy kar k wml/xhtml walay box main paste kar dey aur ave kar de lo g aap ki website  tyaar hai njoy karo                                       

Post a Comment

 
Top